Gulabi aankhen lyrics by atif aslam
La la la la
Sharaabi yeh dil ho gayaa
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gayaa
Tasveeren jaise hon deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main kahin ka na raha
Kya kahoon main dilruba
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhein jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
sambhalo mujhko o mere yaaron
sambhalna mushkil ho gaya
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi
Bachta phira naazneenon se main
mil gaya dard e jigar
Sun zara o bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya
Sharaabi yeh dil ho gaya